Quote Of Life
Judul Lagu Bezubaan Phir se ( Reprise)
Film : ABCD 2 (2015)
Pewnyanyi : Shraddha Kapoor, Rap: Neel Sharma
Komposer : Sachin-Jigar
Penulis Lirik : Mayur Puri (Rap: Neel Sharma)
Artis : Varun Dhawan, Shraddha Kapoor
label musik : Zee Music Company
Bezubaan Phir Se (Reprise) Lyrics
Tooti hai roothi hai
Haathon se chhooti hai
Maana teri roshni
Gehra andhera hai do pal thehra hai
Rang aasmaano ka bhi
Aasan raahon ko tune liya kab hai
Ziddi savere tere
Apne se waadon ke sau sau iraadon ke
Dil mein basere tere
Wo jo keh paaye na zubaan teri
Wo aankhen teri karde bayaan
Paanv tere kahin roke rukenge na
Ho khud pe yakeen jo tera..
Teri kahani, teri zubaani
Sunega ye saara jahaan
Bezubaan kabse tu rahaa
Begunaah sehta kyun rahaa
Bezubaan..
....
Wo ho.. khawabon ka tere qissa hai
Tera haq, tera hissa hai
Tujhse na chheene jahaan
Ho.. teri intehaan dekhega
Aaj aasmaan dekhega
Kya hai tera faisla
Bezubaan kab se tu rahaa
Begunaah sehta kyun raha (x2)
I don't wanna not be livin' cause what could happen
Who you tellin' me to be something I can manage
Feelin' like I'm ready after carrying all this baggage
It used to be challenge and it switch to an advantage
Toughened by the failure and now strengthened by victory
Feedin' of the pain even though it's contradictory
Misery is something that I see as a mystery
Periphery is empty and rest is move to history
Teri intehaan dekhega