Lirik Lagu Film India Terbaru Bombay Velvet - Naak Pe Gussa Ranbir Kapoor 2015

Quote Of Life

Judul Lagu : Naak Pe Gussa
Film : Bombay Velvet 2015
Penyanyi : Neeti Mohan
Komposer : Amit Trivedi
Penulis Lirik : Amitabh Bhattacharya
Artis : Ranbir Kapoor, Anushka Sharma
Label Musik : Zee Music Company

Naak Pe Gussa Lyrics

Hai naak pe jo gussa.. haaye gussa..
Hai naak pe jo gussa.. haaye gussa..

Chhupa bhi na sake, jataa bhi na sake
Toh phir fizool hai yeh qissa
Chhupa bhi na sake, jataa bhi na sake
Toh phir fizool hai yeh qissa

Ho.. bahut paheliyan bana chuke ho tum
Ab aake hal bata bhi do..
Bhare baazaar mein agar na keh sako
To ghar ka phir pataa bhi do
Hai naak pe jo gussa.. haaye!

Chhupa bhi na sake, jataa bhi na sake
Toh phir fizool hai yeh qissa

Shehar ke ameer saare
Aaye humpe dil lutaane
Chhod ke dukaandaari
Baithe hum tumhein manaane
Thoda reham tum bhi karo
Kyun na muskura ke jhaad do
Sirf dhool hai yeh gussa

Ho.. Chhupa bhi na sake, jataa bhi na sake
Toh phir fizool hai yeh qissa

Ho.. bahut paheliyan bana chuke ho tum
Ab aake hal bata bhi do..
Bhare baazaar mein agar na keh sako
To ghar ka phir pataa bhi do
Hai naak pe jo gussa.. haaye

Dil chura ke dil jalaana
Yeh toh qaayeda nahi hai
Pyaar mein ghuroor ho toh
Koi faayda nahi hai
Sar ko bhale jhukaao nahin
Kyun na sar uthake maan lo
Ek bhool hai yeh gussa

Ho.. Chhupa bhi na sake, jataa bhi na sake
Toh phir fizool hai yeh qissa

Ho.. bahut paheliyan bana chuke ho tum
Ab aake hal bata bhi do..
Bhare baazaar mein agar na keh sako
To ghar ka phir pataa bhi do
Hai naak pe jo gussa.. haaye

Quote Of Life

Dijamin Hemat Kuota
Judul Lagu : Naak Pe Gussa
Film : Bombay Velvet 2015
Penyanyi : Neeti Mohan
Komposer : Amit Trivedi
Penulis Lirik : Amitabh Bhattacharya
Artis : Ranbir Kapoor, Anushka Sharma
Label Musik : Zee Music Company

Naak Pe Gussa Lyrics

Hai naak pe jo gussa.. haaye gussa..
Hai naak pe jo gussa.. haaye gussa..

Chhupa bhi na sake, jataa bhi na sake
Toh phir fizool hai yeh qissa
Chhupa bhi na sake, jataa bhi na sake
Toh phir fizool hai yeh qissa

Ho.. bahut paheliyan bana chuke ho tum
Ab aake hal bata bhi do..
Bhare baazaar mein agar na keh sako
To ghar ka phir pataa bhi do
Hai naak pe jo gussa.. haaye!

Chhupa bhi na sake, jataa bhi na sake
Toh phir fizool hai yeh qissa

Shehar ke ameer saare
Aaye humpe dil lutaane
Chhod ke dukaandaari
Baithe hum tumhein manaane
Thoda reham tum bhi karo
Kyun na muskura ke jhaad do
Sirf dhool hai yeh gussa

Ho.. Chhupa bhi na sake, jataa bhi na sake
Toh phir fizool hai yeh qissa

Ho.. bahut paheliyan bana chuke ho tum
Ab aake hal bata bhi do..
Bhare baazaar mein agar na keh sako
To ghar ka phir pataa bhi do
Hai naak pe jo gussa.. haaye

Dil chura ke dil jalaana
Yeh toh qaayeda nahi hai
Pyaar mein ghuroor ho toh
Koi faayda nahi hai
Sar ko bhale jhukaao nahin
Kyun na sar uthake maan lo
Ek bhool hai yeh gussa

Ho.. Chhupa bhi na sake, jataa bhi na sake
Toh phir fizool hai yeh qissa

Ho.. bahut paheliyan bana chuke ho tum
Ab aake hal bata bhi do..
Bhare baazaar mein agar na keh sako
To ghar ka phir pataa bhi do
Hai naak pe jo gussa.. haaye
Back To Top